Pal pal yaad karun, Pal fariyaad karun,
Pal pal yaad karun, Pal fariyaad karun,
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aangan,
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aagan
Door jo humse hue, Naina surkh bhaye -2
Pichhle baras jab, humse mile the - 2
Aaya tha tabhi saawan saawan saawan,
Ki torey bina suna mann ka aangan
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aagan
Rahiman naata Prem ka mat todo chatkay
Rahiman resham preet ka mat todo chatkay
Jode phir ye na jude, bandhan toot hi jaaye
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aagan
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aagan
Aaja re morey Saajan Saajan Saajan,
Ki torey bina suna, Mann ka aagan
No comments:
Post a Comment